Monday, December 3, 2012

Aaj phir jeene ki tamanna hai





Film Guide
Song Kanton se kheench ke ye aanchal... Aaj phir jeene ki tamanna hai
Devanand Wahida Rahma
A melodius song.

Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai Lyrics

by Lata Mangeshkar
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai

Apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahi to hoon kahi main
Ho..
Apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahi to hoon kahi main
Ho..
Jaane kya paake meri zindagi ne
Has kar kaha, ha ha ha..ha ha..
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai

Main hoon gubaar ya tufaan hoon
Koi bataaye main kahaan hoon
Hoo..
Main hoon gubaar ya tufaan hoon
Koi bataaye main kahaan hoon

Ho..ho..
Dar hai safar mein kahi kho na jaun main
Rasta naya, aa..aa..
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai

Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte
Ho..ho..
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai aankhein malte malte

Ho..ho..
Phool hi phool zindagi bahaar hain
Tay kar liya, aa..aa..
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai
Aaj fir jeene ki tamanna hai
Aaj fir marne ka iraada hai

No comments:

Post a Comment